☆Important☆ Visiter is Post Ko Aage Parne Se Pahle Mujhe Umeed Hai Aapne youtube par Apna Khud Ka Banaya huaa ( Vidio Copy na ho Tabhi Aap Paise Kama Sakte hai ) Vidio Upload Kar Diya hoga. kyoki Youtube Par Vidio Aap tabhi Monotise Kar paayenge Jab Aapki Vidio Pahle Se Youtube Channrl Par Upload Ho..
* Aur Jo Visiter Vidio Upload Nhi kiye Hue hai...Wah Pahle Vidio Uplaod kare Youtube Channel Par....
*Kaise Vidio Upload karte hai Youtube Channel par Yaha pare. CLICK HERE
* To Chaliye jaante hai Monetization ko Enable [Chaalu] kaise karte hai. bus Aap mujhe Step By Step Follow kare.
*Step By Step -:
Step 1: Apne Youtube Account me Log In Kare.
Step 2: Youtube Logo k Bagal me Ek Arreo Aapko Dikh Raha Hoga ( Jise Maine 1 No. Se Darsaya hai ) Us Par Click Kijiye.
1. Ab Aapko My Channel Dikh Raha Hoga Us Par Click Kijiye. (2 NO. Se Darsaya gya hai.)
2. Video Manager par click kijiye. (3 No. Se Darsaya Gya hai.)
* Video Manager Par Jab Aap Click Karenge To Aapke channel ka Video Manager Khul Jaayega.
Step 3: Vidio Manager Khulne K Baad AApko Najar Aa Raha hoga Aapka Vidio.
Jo Aapne Upload kiya tha. Aur Aapke Vidio k Saamne 2 Icon Bhi Najar Aa rahe Honge.
Apne Video Manager me aap dekhege ki aapne jo video upload kiya hai uske saamne 2 icon hai.
ICON NAJAR AA RAHA HOGA TO ! ISKA MATLAB HUAA KI Aapke A/C Par MONOTISE ENABLE NHI HUAA HAI.
Ab Aap Apne Account Ke CHANNEL Section me Jaaiye. Stutus & Future Par Click Kijiye.
Step 4: Stutus Future Par Click karne K Baad Aap dekhege ki Monetization ke saamne ek button hai Enable ki us par click kar dijiye.
Step 5: Ab Ek Popup Window Khulegi. Niche Photo Me Dekh Sake hai.
1*Ab Aap Enable My Account par click kar Dojiye.
Step 6: Ab Ek New Page Open Hoga Jisme Youtube ki term condition Likha Hoga. Jisse Aap Ka Man kare To PaR Lijiye Nhi To Niche Wale Step Ko Follow kijiye.
1*** Term Condition Par Tik Kar Dijiye Jaisa Upar Photo Me Dikhya Gya hai.
2*** Tik Karne k baad I accept>> ki button par click kar dijiye.
Step 7: Ab Aapka Monetization Enable To ho gaya hai. Lekin Ab Youtube Wale Aapse Punch Rahe Hai Ki Aap Kaun Sa Ads Apne Vidio Par Dikhan Chahte Hai. Lekin Aap Sidhe Monotize Ki Button Par Click Kar de.
Step 8: Jaise Hi Aap Monotize Button Par Click Karenge. To Aap Firse Vapas Apne Account Ke Video Manager Me Pahuch jayenge.
Step 9: Vidio Manager Me Pahuchne k baad Aap Dekhenge ki Jo Aapka Vidio Hai Uske Saamne 1$ (one Dollor) Sing ( Chinh ) Aa Raha hoga. JISKA MATLAB HOTA HAI MONETIZATION ENABLE HO GYA HAI.
☆Important☆- Ab Aapke Vidio Par Ads show Hone lagaega But Aap ko Income Nhi Hogi Jab Tak Aap Apne Adsense Ke A/C Ko Youtube A/C Se Nahi Jor Dete.
ADSENSE A/C Ko Youtube Se Kaise Jore Yaha Pare.
Post a Comment